Sunday, September 23, 2018

Rain Poetry

Enjoy best Rain Poetry language. This is one of the best type of poetry and a lot of people on Asia search for it.  Other people search for poetry written on relative images, here we come with the same stuff and most awesome type of Urdu poetry. So scroll down and get poetry.

Rain Poetry in Urdu
Ye Barish Ye Thandi Hwa,
Aur Ye Khida Gawar Mausam....
Hum Agar Majboor Na HOty,
Tu Terey Paas Hote...!


Rain Poetry in Urdu
Zindagi Kaghaz Ki 1 Naow
Barish Ka Paani Hoti
Fikron Sey Door Ya Rabb
Mein Na Kabhi Siyaani Hoti

Rain Poetry in Urdu
Barish Ke Mosam Tumhein Yaad krne ki
Adatein Puraani Hain
Ab Ki Baar Socha Hai K Adatein Badla Daalein
Phr Khayal Aya key
Adatein Badalney Sey Barishein Nhi Ruktin...!!

Rain Poetry in Urdu
Barish Honey Pr Kisi ko Ye Fikr Hoti Hai
Chaey Key Sath Chips Khaaon Ya Pakorey ?
Aur
Koi Phr Ye Soch Rha Hota Hai Key
Aaj Phr Zameen Pr Sona Prey Ga

Rain Poetry in Urdu
Muhabbat To Barish Hai
Jisy Choona Ki Khuwahish Mein
Hatheliya To Geeli Ho Jati Hain
Magar Hath Hamesha Khali Rehta hai

Rain Poetry in Urdu
Barish Itni Hai Key Samandar Sey Bhi Na Bujhey..
Baarish Ka 1 Qatra Bhi Na Mangu Key Ana Itni Hai !!

Rain Poetry in Urdu
Suna Hai Bohot Barish Hai Tumharey Shehar Mein ???
Suno
Zyada Bheegna Mat Agar Dhul Gai Saari Ghalat Fehmiyan
Bohot Yaad Aaein Gi..!!
Hope you enjoyed this collection, If you really enjoyed this stuff then share it with your friends, lovers and relatives. Give your feedback on Pickshayari@gmail.com.
Show comments
Hide comments

1 comment: